Lyrics of Strings – Titlyaan
dil tha khilona chalo toot gaya kia kahain
koi saathi tha jisay chaha tha
wohi loot gaya kia kahain
titliyaan yyadoun ki urti jayen
rangoun main mujh say kuch kehti jayen
aik jheel thi
kayi phool thay
sub mit gaye
kia kahain
chaha tha kehna
na kaha chup rahay
rahoun main tanha
chaltay hi hum rahay
titlyaan yaadoun ki urti jayen
rangoun main mujh say kuch kehti Jayen
girti kirnain tera aanchal
kaisay bhoolain kia kahain
gaati koyal mehka aangan
kaisay bhoolain kia kahain
titlyaan yaadoun ki urti jayen
rangoun main mujh say kuch kehti Jayen
teri chahat thi meri roshni
kab bujh gayi kia kahain
dil tha khilona chalo toot gaya
kia kahain
kia kahain
Lyrics of Zeb and Haniya ft. Javed Bashir – Rona Chor Diya
teri bataon ney dil tora
tuney daikha aur munh mora
badal garja thora thora
teri bataon ney dil tora
tuney daikha aur munh mora
badal garja thora thora
pani barsa
ye dil tarsa
par jab beeta thora arsa
mainey rona chor diya
guzra they jinsy rastay
wohi anjan aahain ban gain
karni thi tjsay baat inkahi
shayad chup hi hai sahi
halchul main hai sagar sabhi
sakin hai kuch junbish nahi
yonhi hai guzray hai zindagi
jeetay koi koi
ab tou main bus aik bhawar hoon
gardish main hoon rahguzar hoon
tufaan hoon main tera dar hoon
chal apri hai kal ki khoyi
himmat hai tou rokay koi
mainey rona chor dia
girtay paton nay
aas hai bhari
kal na aayegi kabhi
bandho dhras ab
waqt hai yehi
kar guzro sub kuch abi
gardish main hai mausam sabhi
thari nahi rokay nahi
rasm-e-dunyia hai tou yehi
ponchay koi koi
teri bataon ney dil tora
tuney daikha aur munh mora
badal garja thora thora
pani barsa
ye dil tarsa
par jab beeta thora arsa
mainey rona chor diya
mainey rona chor dia
mainey rona rona rona rona rona chor dia
Lyrics of Shafqat Amanat Ali – Kuch Ajab Khel
Kuch Ajab Khel Kartar Ke…
Mor-e-saieen Ghareeb Banwaaj Ke
Aik Ko Deen-o-mulk Tha Janay…
Aik Bheekari Hajaj Ke
Aik Ko Deen-o-Hath Mein Qasa…
Aik Pehnaway Taaj Re…
Lyrics of Ali Zafar – Nahi Ray Nahi
Ho
Socha Kya Kabhi Tou Ne Ye
Aye Tum Kahan Say Ho
Jao Gay Kahan Ye Socha
Naheen Ray Naheen
Hoo..
Kaisi Hai Ye Dunya Dekho
Kaise Kaise Loog Yahan
Tune Inko Hai Pehchana
Naheen Ray Naheen
Hoo..
Ik To Ik Tera Maula…
Wo Bole Mujhay Bata
Tune Us Se Baatein Kein
Naheen Ray Naheen
Hoo..
Tu Ne Kya Banai..
Tu Ne Kya Sajai..
Sub Kiya Hai Usne
Tune Baat Banai..
Hoo…
Kisi Ka Bhi Dil Hai
Kisi Ki Bhi Hai Marzi
Tumne Hai Jhanka Kya Us Mein
Naheen Ray Naheen
Hoo..
Zindagi Haya Hai..
Waqt Parishaan Hai
Is Ki Hakikat Ko Jana
Naheen Ray Naheen
Hoo…
Jo Tera Khuda Hai…
Wo Mera Khuda Hai…
Tera Kaha Na Manu Tu..
Kuon Mujhay Saza Hai…
Hoo……hoo….hoo…
Hoo……hoo…hoo…hoo….
Hoo..
Kadi Aa Tu Dil De Andar X 2
Mein Tera Mast Kalandar
Mein Tera Mast Kalandar..
Kadi Aa Tu Dil De Andar X 2
Mein Tera Mast Kalandar
Mein Tera Mast Kalandar..
Kadi Aa Tu Dil De Andar X 2
Mein Tera Mast Kalandar
Mein Tera Mast Kalandar..
Kadi Aa Tu Dil De Andar X 2
Mein Tera Mast Kalandar
Mein Tera Mast Kalandar…
Hoo..
Socha Kya Kabhi Tou Ne Ye
Aye Tum Kahan Say Ho
Jao Gay Kahan Ye Socha
Naheen Ray Naheen
Hoo..
Ik To Ik Tera Maula…
Wo Bole Mujhay Bata
Tune Us Se Baatein Kein
Naheen Ray Naheen X 2
Naheen Ray Naheen…….
Hoo..Hoo..Hoo..
Hoo……Hoo……Hoo……Hoo……
Hoo..Hoo..Hoo..Hoo..Hoo..Hoo…………Hoo…….
Lyrics of Atif Aslam – Humein Kya Hua
Lyrics of this song are submitted by ARSAL
1,2,3,4…
Sadak pai pada hai koi
utatha nahi hai koi
yeh dil mera be-his huwa
khel hai yeh kis ka rachaya
kaun hai iss ka khiladi
kyun jalai yeh gher mera
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
Rahoon main jala her koi
Bujhata nahi hai koi
yeh dil mera be-his huwa
jawan hain kyun ker soyai
kantai hain yeh kis nai boye
kyun jalai yeh gher mera
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
Dum hai tu daikh mashrai ko
Dum hai tu daikh mashrai ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
uth abb badal mashrai ko
uth abb badal mashrai ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu
1,2,3,4
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
chalo badlain khud ko
kai badlai gee yuhin kaum
bhool ja ek lamhai ko
kai kaun hai awal kaun do
na na ta ra ra ta na ra
ra ra ta na ra ra na ra
na ra ta na ra ta ra ra
ra ra ta na ra ta na ra…
chalo Wo o o o w o o o…
Lyrics of Arieb Azhar – Husn-e-Haqiqi
tanuu badal barkha dajj kahoon
tanuu bijli ta baran kahoon
tanuu aab kahoon
tanuu khak kahoon
tanuu baad kahoon
weeran kahoon
tanuu dsurat lej manram kahoon
tanuu seeta ji janan kahoon
baldev ka souta naun kahoon
tanuu kishn kahenaya kan … kahoon
tanuu bhrama kishna ghannsih kahoon mahadev kahoon bahgwan kahoon
tanuu geet ka rang tay byaihd kahoon
tanuu bhyann kahoon agyan kahoon
tanuu ibrahim hawahishees kahoon
tanuu nooh kahoon toofan kahoon
tanuu ibrahim khilil kahoon
tanuu moosa bin imran kahoon
tanuu har dil da dildar kahoon
tanuu ahmad alishaan kahoon
tanuu shahihd malk hijaz kahoon
tanuu bahis kaun makaan kahoon
tanuu nazz kahoon andaaz kahoon
tanuu hoor pari walmaan kahoon
tanuu.. nauog kahoon
tanuu toug kahoon
tanuu surkhee bedaaa paan kahoon
tanuu tabla tay tamboor kahoon
tanuu dholkal sur tay tan kahoon
tanuu husn-te har singar kahoon
tanuu ashawa ghamza aan kahoon
tanuu ishq kahoon
tanuu illam kahoon
tanuu waham yakin gumaan kahoon
tanuu husane da v idrrak kahoon
tanuu zouk kahoon wajhdan kahoon
tanuu sadar kahoon
sadraan kahoon
tanuu hairat hairaan kahoon
tasleem kahoon
talveen kahoon
tmkeen kahoon
irfan kahoon
tanuu sumbal soo sand sard kahoon
tanuu nargis nafarman kahoon
tanuu lale adaagh ta bagh kahoon
gulzar kahoon
ustaan kahoon
tanuu lale adaagh ta bagh kahoon
gulzar kahoon
ustaan kahoon
tanuu khanjar teer toofang kahoon
tanuu barcha baang sanaan kahoon
tanuu teer fairang kaamaan kahoon
soofar kahoon
beepan kahoon
bairang kahoon
bemisal kahoon
basurroot har har aan kahoon
sukdoor kahoon
qudooos kahoon
rehman kahoon
subhan kahoon
aray tobaa dard Farid sadaaa…. har shea nu par Nuksaan kahoon
tanuu bohut alag be Aib kahoon
tanuu haq be nam.nishaan kahoon
tanuu bohut alag be Aib kahoon
tanuu haq be nam.nishaan kahoon
THE CORRECT LYRICS OF ARIEB AZHAR’s SONG WILL BE POSTED SOON
THE LYRICS OF KEDAAR WILL BE POSTED SOON
10 replies on “Lyrics of Coke Studio Episode 5 Unity”
Correct Lyrics of Atif Aslam – Humain Kya hua
1,2,3,4…
Sadak pai pada hai koi
utatha nahi hai koi
yeh dil mera be-his huwa
khel hai yeh kis ka rachaya
kaun hai iss ka khiladi
kyun jalai yeh gher mera
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
Rahoon main jala her koi
Bujhata nahi hai koi
yeh dil mera be-his huwa
jawan hain kyun ker soyai
kantai hain yeh kis nai boye
kyun jalai yeh gher mera
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
Dum hai tu daikh mashrai ko
Dum hai tu daikh mashrai ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
uth abb badal mashrai ko
uth abb badal mashrai ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu
1,2,3,4
[chorus]
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
humain kya huwa hai humain
yeh kya hogaya hai humain
yeh kya hogaya
chalo badlain khud ko
kai badlai gee yuhin kaum
bhool ja ek lamhai ko
kai kaun hai awal kaun do
na na ta ra ra ta na ra
ra ra ta na ra ra na ra
na ra ta na ra ta ra ra
ra ra ta na ra ta na ra…
chalo Wo o o o w o o o…
Thanks a lot for sharing bro, Much appreciated and you saved us some time 🙂
PLZ PLZ PLZ posted lyrics of Kedaar-Noori soon,If someone knws where i could find the lyrics of Kedaar-noori then plzzzzzzzzz provide me the link.I WILL B VERY THANKFULL TO U……….
PLZZZZ POSTED LYRICS OF KEDAAR SOOOOOOOOONN
Chin gaya teray dil ka chain
Jab chayi ghata or bhegay teray neyna
Lutt gaye teri man ki aas
Gum sum udaas ye rog tujhay sehna
Sapnay saja kay, Sapnoo say bhagey
Door samandar aag bharkay hay
Jal say bojhal, Maan kay andar
Har kinaray dhondhtay phiray
Wo heray moti hum ko mil jaain
Kuch torr kay aaye, kuch chorr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi hay karwaan
Dhal jayegi ye gham ki raat
Barsain gey moti phool bhi khilain gey
Chin gaye wo jo thay chiragh
un justuju or bhi gilain gey
Jab Go Jaganay
Karay Deewane
Rashini or kam chaly thay
Man kay andar asmaan wo
Har disha main dhondhtay phiray wo
Wo heray moti hum ko mil jaain
Sab chorr kay aaye, Sab torr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Hamaray sang chalay jo jogi banay
Hum chorr kay aaye, Hum torr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
the lyrics of KUCH AJAB KHEL posted everywhere are wrong.
try and listen closely
it goes…
aik ko deeno mulak khajanay
aik bhikari anaaj kay
i dont know how you all have got what you ve got. try and listen closely, this is what it says…and it makes sense.
The whole theme of the song, it begins by saying kuch ajab khel kartar ke….ajab khel…referring to Allah SWT most likely…expression of being a amazed on how things are, someones got so much, the others deprived of everything!
this is further clarified in the song…where it says ..
aik ko deeno haath main qaasa..and aik ko e.t.c….
so hopefully the lyrics will be corrected.
just my two cents.
that’s good
Kuch Ajab Khel Kartar Ke…
Morey sayeen Gareeb Nawaaj Ke
Ek Ko Deeno mulk Khajane…
Ek Bhikhari anaaj Ke
Ek Ko Deeno hath Mein Qaasa…
Ek Pehnaway Taaj Re
Can someone please post a complete english translation of Kuch Ajab Khel….Thanks
“be-his huwa” ka kya meaning hai?
Love the song, but i don’t know Urdu…
atif i luv u kya mst tu gata hai yaar